Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePooja Bhatt
HomePooja Bhatt
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa mere zazbaat ka tu saaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa kyun mere pyaar ki aawaaz nahin sun saktaa aisa lagtaa hai aisa lagtaa hai koi dil hi tere paas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye gunjti hai meri dhadkan ki sadaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye meri aankhon mein abhi tak hai nashaa tere liye main banoon jaam main banoon jaam magar tujhko meri pyaas nahin tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se jo ek baat kahi thi maine tujhko ab tak meri us baat ka ehsaas nahin band hoton se
tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla ye naina bin kaajal tarse baara mahine baadal barse suni rab ne meri fariyaad suni rab ne meri fariyaad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla tum aaye to aaya mujhe yaad gali mein aaj chaand nikla aaj ki raat jo main so jaati khulti aankh subah ho jaati main to ho jaati bas barbaad main to ho jaati bas barbaad gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla gali mein aaj chaand nikla jaane kitne dinon ke baad gali mein aaj chaand nikla maine
maahi maahi motiyaan waala maahi maahi motiyaan waala humen jab se muhabbat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai fizaaon mein nayi ik roshni hai hawaaon mein ajab si taazgi hai tum iss waadi mein mujhse mil rahi ho zamin lagtaa hai jaise gaa rahi hai nayi rutt ki mahurat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai hain lipte dhundh mein dilkash nazaare nadi khaamosh hai chup hai kinaare hai ik chhoti si kashti aur hum hain chale jaate hain lahro ke sahaare suhaani apni sangat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai main kheton mein bani pagdandiyon par tumhaara haath thaame chal rahaa hoon hai pighalaa shaam ke sooraj kaa sona magar main sirf tumko dekhtaa hoon ajab iss dil ki haalat ho gayi hai ye duniyaa khubsurat ho gayi hai humen jab se muhabbat ho gayi hai ye saare log bilkul
ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm hmm kabhi khaab mein yaa khyaal mein kabhi khaab mein yaa khyaal mein kabhi zindgaani ki dhaar pe main adhura sa ek geet hoon mujhe arth de to sawaar ke kabhi khaab mein yaa khyaal mein wo benaam si koi justzoo wo apne aap se guftgoo wo benaam si koi justzoo wo apne aap se guftgoo tujhe chhoo liya to mujhe laga tujhe chhoo liya to mujhe laga din aa gaye hain qaraar ke kabhi khaab mein yaa khyaal mein umm hmm hmm hmm hmm umm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm umm hmm hmm hmm hmm umm umm um mere dil ki nagari mein bas bhi jaa tujhe baksh doon zamin aasmaan mere dil ki nagari mein bas bhi jaa tujhe baksh doon zamin aasmaan mujhe dar hai teri aawaargi mujhe dar hai teri aawaargi kahin do jahaan na ujaad dein kabhi khaab mein yaa khyaal mein na mili thi tum to tha jee rahaa na milogi to na jee paaunga na mili thi tum to tha jee rahaa na milogi to na jee paaunga meri tishnagi ko jaga diya meri
jung to chand roz hoti hai jung to chand roz hoti hai zindagi barson talak roti hai sannaate ki gehri chhaanv khaamoshi se jalte gaanv ye nadiyon par toote huey pul dharti ghaayal aur vyaakul ye khet gamon se jhulse huey ye khaali raste sehme huey ye maatam karta saara samaa ye jalte ghar ye kaala dhuaan ye jalte ghar ye kaala dhuaan ho ho ho ho ho ho mere dushman mere bhai mere humsaaye mere dushman mere bhai mere humsaaye mujhse tujhse hum dono se ye jalte ghar kuchh kehte hain barbaadi ke saare manzar kuchh kehte hain haai mere dushman mere bhai mere humsaaye ho ho ho ho ho ho baarood se bojhal saari fiza hai maut ki dhoop hai laati hawa zakhmon pe hai chhaayi laachaari galiyon mein hai phirti beemaari ye marte bachche haathon mein ye maaon ka rona raaton mein murda basti murda hai nagar chehre patthar hain dil patthar chehre patthar hain dil patthar ho ho ho ho ho ho mere dushman mere bhai mere humsaaye mere dushman mere bhai mere humsaaye mujhse tujhse hum
padh likh ke bada hoke tu ik kitaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna padh likh ke bada hoke tu ik kitaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna haathon se jin ka daaman ik din hai chhoot jaana taaron ke doobte hi jinko hai toot jaana ye aankhen dekhti hai kyun aise khawaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna haa aa aa aa aa haa aa aa aa aa maine to pyaar ko hi majhab bana liya hai iss dil ko dil ki duniya ka rab bana liya hai imaan ho gaya kya mera kharaab likhna apne sawaalon ka tu khud hi jawaab likhna kehte hain log unki rasmon ko maine toda yeh faisla bhi maine teri samajh pe chhoda meri khataon ka tu pura hisaab likhna
a b c d e f g h a b c d e f g h i j k l m n o p p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya maine jo kiya wahi tune bhi kiya maine jo kiya wahi tune bhi kiya liya diya jiya pyaar donon ne kiya p p p p p p p p p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya maine jo kiya wahi tune bhi kiya maine jo kiya wahi tune bhi kiya liya diya jiya pyaar donon ne kiya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p p p p p p p p p p p p p tere mere pyaar ke hain tere mere pyaar ke hain tere mere pyaar ke hain kisse mashhoor tere mere pyaar ke hain kisse mashhoor tere mere charche hain badi door door badi door door pyaar ne humein pyaar ne humein bada naam diya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p p p p p p p p p p p p p hoti nahin teri meri jab mulakaat ho hoo hoo hoo hoti nahin teri meri jab mulakaat neend nahin aati
raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi sau dafaa darwaaje pe gayi raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi tu naa tha wahaan khadi ghadi ghadi yaad thi teri raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana hoo hoo hooo iss se pehle nahin thahre rehna wahin aajaa na abhi nahin abhi nahin jab main kahoon raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa hooo hoo hooo bekali ka saaman dil mein kitne gumaan phir koi bhoola na de tujhe mera naam pata raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi
sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun bijali chamki lipat gaye hum baadal garja simat gaye hum hooo bijali chamki lipat gaye hum baadal garja simat gaye hum ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun shola hai shola teri jawaani jalta dikhaayi deta hai paani shola hai shola teri jawaani jalta dikhaayi deta hai paani jitni ye baarish badhati rahegi thandak dilon mein badhati rahegi aise mein tu hari umar kaa mitha sa koi sapna bun ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun chaayaa aisa mausam kaa jaadoo jismon se aaye phoolon ki khushboo chhaayaa aisa mausam kaa jaadoo jismon se aaye phoolon ki khushboo saanson mein saansen ghulne lagi hain sharmili baahen khulne lagi hain baandh ke ghunghroo pyaar ke hum tum aao naache chhun chhun chhun ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun bijali chamki
aa haa haa haa haa hmm hmm hmmm hmmm la la la lala la la aaa aaa aaa aaaa haa ye ho raha hai haa ye ho na jaaye haa ye ho gaya to woh ho na jaaye ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye woh ho gaya to haye haye haye haye haye haa ye ho raha hai haa ye ho na jaaye haa ye ho gaya to woh ho na jaaye ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye woh ho gaya to haye haye haye haye haye haye haa ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye ye aur woh do nazar ke ishare ye aur woh do nazar ke ishare donon ka matlab samajhte hain saare donon ka matlab samajhte hain saare sab ko khabar hai ye sab ko pata hai ye ke ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye la la la ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye ye to na todenge apni kasam ko ye to na oo na ji na ji na o ha ji ye to na todenge apni kasam ko are khelenge na khelne denge hum to inki akal pe to parda pada hai ye ho raha hai ye ho na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Band Honton Se Jo Ek Baat Kahi Thi Sir (1993) 06:07 31525
 
Poster of Sir (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 06:07   Song Number : 31525   

Gali Mein Aaj Chaand Nikla Zakhm (1998) 05:08 20463
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 05:08   Song Number : 20463   

Humen Jab Se Muhabbat Border (1997) 07:36 18663
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt, Akshay Khanna
Duration : 07:36   Song Number : 18663   

Kabhi Khaab Mein Daddy (1991) 07:52 18676
 
Poster of Daddy (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Suraj Saneem
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 07:52   Song Number : 18676   

Mere Dushman Mere Bhai Border (1997) 09:59 18667
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Hariharan, Chorus
Duration : 09:59   Song Number : 18667   

Padh Likh Ke Zakhm (1998) 04:37 14703
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 04:37   Song Number : 14703   

Pi Pi Piya Prem Deewane (1992) 06:58 39984
 
Poster of Prem Deewane (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt, Vivek Mushran
Duration : 06:58   Song Number : 39984   

Raat Sari Zakhm (1998) 05:08 21144
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 05:08   Song Number : 21144   

Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sir (1993) 06:04 17552
 
Poster of Sir (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 06:04   Song Number : 17552   

Yeh Ho Raha Hai Prem Deewane (1992) 06:43 39985
 
Poster of Prem Deewane (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vivek Mushran, Pooja Bhatt
Duration : 06:43   Song Number : 39985   
Karaoke Songs of pooja bhatt, Sad Songs of pooja bhatt, Love Songs of pooja bhatt, Dance Songs of pooja bhatt, Hip-hop songs of pooja bhatt, Best songs of pooja bhatt, Super hit songs of pooja bhatt, hit songs of pooja bhatt, duet songs of pooja bhatt, solo songs of pooja bhatt, old songs of pooja bhatt, famous songs of pooja bhatt, Hindi Karaoke Songs of pooja bhatt, Hindi Sad Songs of pooja bhatt, Hindi Love Songs of pooja bhatt, Hindi Dance Songs of pooja bhatt, Hindi Hip-hop songs of pooja bhatt, best Hindi songs of pooja bhatt, super hit Hindi songs of pooja bhatt, hit Hindi songs of pooja bhatt, duet Hindi songs of pooja bhatt, solo Hindi songs of pooja bhatt, old Hindi songs of pooja bhatt, famous Hindi songs of pooja bhatt, Sing Along Songs of pooja bhatt, Sing Along Sad Songs of pooja bhatt, Sing Along Love Songs of pooja bhatt, Sing Along Dance Songs of pooja bhatt, Sing Along Hip-hop songs of pooja bhatt, Sing Along Best songs of pooja bhatt, Sing Along Super hit songs of pooja bhatt, Sing Along hit songs of pooja bhatt, Sing Along duet songs of pooja bhatt, Sing Along solo songs of pooja bhatt, Sing Along old songs of pooja bhatt, Sing Along famous songs of pooja bhatt